ek Awaaj hai, jo bina kahe sab keh deti hai ! ek dhun, jo bina kisi maujoodgi ke "goonjti" hai ! ek shabdawali hai, jo bina shabdo ke chaap chodti hai ! A waaj , saaj ki dhun, wo shabdo ki shabdawali , jaani jaati hai khamoshi ke naam se ! Sab kuch ke Alaawa, Yeh, khaamoshi bin kaboole, kabool-naama krwa de, Bas, saath mile aankhon ka ! Mjolnir ..
A Poem That Speaks Everything